Skip to main content

Jaa Ne Jaa Lyrics-Sunidhi Chauhan

Jaa Ne Jaa Lyrics-Sunidhi Chauhan Jaa Ne Jaa Lyrics



Jaa Ne Jaa Lyrics :- Jaa Ne Jaa is a brand New Hindi Song, This Songs Is sung by Sunidhi Chauhan, Jaa Ne Jaa Hindi Song is Penned by Rashmi Virag, The Song Jaa Ne Jaa Music is Tune by Amaal Mallik.


Jaa Ne Jaa Lyrics In English:- 


Tum bhi akele ho
Hum bhi hai tanha
Tum bhi nashe mein ho
Humein bhi hosh hai kahan

Isi baat pe aao band karde
Saare darwaje aur khidhkiya

Jaa ne jaa aao na jaa ne jaa
Abhi hai baki girni bijliya
Jaa ne jaa

Hai ek zindegani mili mushqilo se
Ise aise na jaane do
Yeh lamha humara bhaale hai aawara
Ise manzile paane do

Kis ne roka tumhe
Baahon mein le lo humein
Khwaab samajh ke
Subah bhool jaana
Abhi hone do galtiya

Jaa ne jaa aao na jaa ne jaa
Abhi hai baki girni bijliya
Jaa ne jaa



Jaa Ne Jaa Lyrics Written By :- Rashmi Virag


Jaa Ne Jaa Lyrics In Hindi:- 


तुम भी अकेले हो
हम भी है तन्हा
तुम भी नशे में हो
हमें भी होश है कहाँ

इसी बात पे आओ बंद करदे
सारे दरवाजे और खिड़कियाँ

जा ने जा आओ ना जा ने जा
अभी है बाकी गिरनी बिजलिया
जा ने जा

है एक ज़िंदेगानी मिली मुश्क़िलो से
इसे ऐसे ना जाने दो
ये लम्हा हमारा भले है आवारा
इसे मंज़िले पाने दो

किस ने रोका तुम्हे
बाहों में ले लो हमें
ख्वाब समझ के सुबह भूल जाना
अभी होने दो ग़लतिया

जा ने जा आओ ना जा ने जा
अभी है बाकी गिरनी बिजलिया
जा ने जा



Jaa Ne Jaa Lyrics Written By :- Rashmi Virag



Jaa Ne Jaa Info.. :- 

"Jaa Ne Jaa Song lyrics" Song Info

Singer gayak
Lyricist Rashmi Virag
Musician Amaal Mallik
Language bhasha
Label Tips Official

Jaa Ne Jaa Video :- 


Comments

Popular posts from this blog

Woh Lyrics-Ikka x Dino James x Badshah

Woh Lyrics-Ikka x Dino James x Badshah Woh Lyrics Woh Lyrics :- Woh is a brand New Hindi Song , This Songs Is sung by Ikka x Dino James x Badshah , Woh Hindi Song is Penned by Ikka x Dino James x Badshah , The Song Woh Music is Tune by Aakash . Woh Lyrics In English:-  Hum To Doobe Hai Unki Tasveeron Mein Mile Sakoon Nahi Unke Bin Neendon Mein Kya Yaad Mujhe Bhi Karti Hogi Woh Kya Yaad Mujhe Bhi Karti Hogi Woh Ab Uska Pata Nahi Dil Mein Jo Rehta Tha Uski Baton Ke Afsane Likhne Baitha Kya Yaad Mujhe Bhi Karti Hogi Woh Kya Yaad Mujhe Bhi Karti Hogi Woh Hum To Doobe Hai Unki Tasveeron Mein Mile Sakoon Nahi Unke Bin Neendon Mein Kya Yaad Mujhe Bhi Karti Hogi Woh Kya Yaad Mujhe Bhi Karti Hogi Woh Ab Uska Pata Nahi Dil Mein Jo Rehta Tha Uski Baton Ke Afsane Likhne Baitha Kya Yaad Mujhe Bhi Karti Hogi Woh Kya Yaad Mujhe Bhi Karti Hogi Woh Haan Maine Kari Ye Khata Liya Mera Side Galti Chupa Ke Sare Black Ko Kiya White Mere Bina ...

Happy Diwali 2023 advance wishes in english 1

Fans felt hot after seeing these photos of Demi Rose